Iftar se pahele duwa ki Fazilat

WhatsApp Status And Shayaris
0

Iftar se pahele duwa ki Fazilat

Ek Baar Moosa (A.S.) Ne Allah Se
Pucha k Ya Allah Jitna Me Aap ke Karib Hu, Aap se Baat Kar Sakta Hu Utna Koi Or Karib Hai?

Allah Taa'lah Ne Farmaya" k Moosa Aakhri Waqt Me 1 Ummat Ayegi Wo Ummat Muhammad (S.A.W) ki Ummat Hogi aur Us Ummat ko 1 Mahina Aisa Milega Jis Me Wo Sukhe Honto, Pyasi Zaban,Sukhi Hui
Ankhe, Bhuke Pet Jab Iftar Karne
Baithenge Tab Me Unke Bahot Karib
Rahunga.
Moosa Tumhre or Mere Bich Me 70 Pardo ka Faasla Hai Lekin Iftar k Waqt Un Ummati Or
Mere Bich Me1 Parde ka Fasla Bhi Nhi Hoga Or Jo Dua Wo Mangenge Use Kubul Karna Meri Zimmedari Rahegi

SUBHA ALLAH...!!!

"Allah pak Hum Tamam Ko iftaar
se pehle kasrat se Duaein mangne ki
Taufeeq Ata Farmaye aur Allah Hamari Dua Kubul Farmye,
Ameen.

Tags

Post a Comment

0Comments

Thanks for comment

Post a Comment (0)