Ramzan Keh Raha Hai Alvida

WhatsApp Status And Shayaris
0

Ramzan Keh Raha Hai Alvida

=========================

Ab waqt-e-judai hai mujhe alvida keh do.
Ab jaane ka waqt hai mujhe alvida keh do.

Mein bakhshish ka zariya tha tumhare liye,
Dil ro raha hai magar ab alvida keh do.

Tumhe afsos to hoga mere jane par.Aaunga laut ke phir ab alvida keh do.
Tumhare liye rahmat ki wajah, tumhari bakshish ka sabab.
kar lo khuda ko razi to mujhe ab alvida keh do.

Mene tumhe chalna sikha diya. manzilo kapata bata diya.Main na chal sakunga tumhare saath ab alvida keh do.

Tags

Post a Comment

0Comments

Thanks for comment

Post a Comment (0)