Jo premi pyaar mein deewane ban jaate hain,
Woh logo ki aankhon ke nishaane ban jaate hain,
Kya kare yeh duniya hi aisi hain doston,
Jaha choti choti baaton ke fasane ban jaate hain,
Zindagi mein agar tum akele ho to pyaar karna sikh lo,
Zindagi mein agar tum akele ho to pyaar karna sikh lo,
Aur pyaar kar liya hain to izhaar karna bhi sikh lo,
Agar izhaar karna nahi sikha to zindagi bhar pyaar ke yaadon mein rona sikhlo.
Thanks for comment